मेरा हर दाग़-ए-दिल इक तुख्म है सर्व -ए-चिराग़ां का
Mera her dage dil ek tukhm hai sarwe chiragan ka
Who ek guldastah hai hum bakhudon ke taqe nisiyan ka
Bayan kya kijeye baidad kawishhaye masgan ka
Ni her ek qatrai khoon danah hai tasbeeh marjan ka
Liya danton mein jo tinka, hua reesha neestan ka
Dikhaonga tamasha, di agar fursat zamane ne
Mera her dage dil ek tukhm hai sarwe chiragan ka
Kiya aiena khane ka woh naksha tere jalwe ne
Kare jo partawe khursheed alam shabnamistan ka
Meri tamer mein, muzmir hai ek soorat kharabi ki
Huola barq-e-khirman ka, hai khoone garm dahkan ka
Uga hai ghar mein her so sabzai, werani tama shakir
Madar, ab khodne par ghass ke hai mere darban ka
Khamoshi mein nihan, khoon gashtah lakhon arzoain hain
Chirage murda hon, main be zuban gore gareeban ka
Hnooz ek partawe nakshe khayale yar baqi hai
Dide afsurda goya hujrai hai usuf ke zindan ka
Bagal mein gair ki aaj aap sote hain warnah
Sabab kaya, khuaab mein aakar tabassum haai pinhan ka
Nahin maloom, kis kis ka laho pani hua hoga
Qyamat hai shrik alodah hona teire masgan ka
Nazar mein hai hamari jadai rahe fana, ghalib!
Ki yeh shirazah hai aalam ke ajzaie parishan ka
Hindi rendering with meaning
वह इक गुलदस्ता है हम बेख़ुदों के ताक़े-निसियां[4]का
बयां क्या कीजिये बेदादे-काविश-हाए-मिज़गां[5] का
कि हर इक क़तरा-ए-ख़ूं दाना है तस्बीहे-मरजां[6] का
कि ये शीराज़ा[39] है आ़लम के अज्जाए-परीशां[40] का
शब्दार्थ:
↑प्रशंसक
↑तपस्वी
↑स्वर्ग का बाग
↑भुलककड़ों का आला
↑पलकों की चुभन की बे-इंसाफी
↑मूंगे की माला
↑हत्यारे का आंतक
↑रोकने वाला
↑रुदन
↑जड़
↑बांस का जंगल
↑बीज
↑पेड़
↑हाल
↑सूरज की किरण पड़ना
↑ओस की दुनिया
↑निर्माण
↑निहित, छुपी हुई
↑छवि
↑फसल पर गिरने वाली बिजली
↑किसान
↑हर तरफ़
↑घास-फूस
↑नींव
↑छुपा हुआ
↑ख़ून की हुई
↑बुझा हुआ चिराग
↑ग़रीब की कब्र
↑अभी
↑प्रेयसी के विचार-चिन्ह का प्रतिबिम्ब
↑उदास-ठंडा दिल
↑कोठरी
↑कैदखाना
↑मतलब
↑हल्की-सी मुस्कराहट
↑आंसुओं में भीगना
↑पलकों
↑मृत्यु का मार्ग
↑बांधने की डोरी
↑बिखरे हुए कण
Shaheed bhagat singh jaisa koi aaj tak janm nahi liya hai..woh hamare desh ke liye apne jaan ki aahuti bhu de diye, fir bhi hum nahi sudhre.
ReplyDeleteHumlog ko bhagat singh ki raho par chalna hai aur unka sapna pura karna hai..
JAI HIND.
Long live Revolutionary!
HazaaroN saal nargis apni benoori pe rotii hai=Barii mushkil se hotaa hai chaman meN deedawar paida.
ReplyDeleteBhagatSingh was a young-aged thinking giant who once even surpassed Gandhi ji in his popularity.